Saturday, 16 March 2019

Doraemon carrton safalta ke kahani

                   This video is Based on my you tube searches 

apne  bahut saare cartoon tou dekha he honge lakin unma se kitne yaad hai kitne aap bhul chuka honge lakin un main se ek doraemon cartoon tou apne dekha honga yeh cartoon bacho ki favroiet list main aate hai kae kuch bare logo bhi is cartoon ko abhi tak dekhata aara ha hai tou hum aaj bat karenge  doraemon cartoon ke safaltaa ke bara mein.

dosto yeh doraemon cartoon series ek comic series pe aadharet hai jise japan ke  do writter hiroshi fujimoto aur motoo abiko ne milkar likha aur banayaa hai in dono dosto ke ek saath kam karna se inhe fujiko f. fujio ke naam se jaana jaata hai is cartoon main bataya jaata hai ke ek   cat robot jo futher se aate hai aur ek kamjor ladka nobita aur unka aas pas ke logo par aadharet hai nobita ek bahut hi kamjor ladkaa rahtaa tha usa naa sahi se khalna aata nahi padhna nahi kuch use baat ko le kar futher se uska wansaj yaani nobita ke help karna ke liya ek robot cat de ta hai aur use kaa nam hota hai doraemon aur doraemon apne pat pe laga hu 4 damation pocket se alag-alag gadget nikal kar uske maad karta hai ise cartoon main aalag alag character hai jaise suzuka jo nobita ke ek acchi dost hai jisa woh futer main jakar use saade karta hai. g yan,suniyo,dorame jo doraemon ke bahan hai dakisuki yeh sab ese series main in sabke dost hai aur extra character doraemon ke first comic series jo 15 dec 1969 ko nikle thi jo 23 june 1996 tak uske comic series aate hi rah gae jis main eske kul 1,345 kahani banaae gae surbaat hi dono main logo ne is series ko itna pasad kiya ke ise 1 april 1973 ko cartoon series bana kar tv par dikha yaa gaya hala ki abhi tak doraemon ke 3 animation series aae jis main pahala 1 april 1973 se lakar 30sep 1973 tak broad cast kiya gaya lakin is main nobita aur doraemon ke character waise nahi tha jaise comic main the ise liya isa 5 month main hi band karaa diyaa aar aaj tak ise series ke episode ki ek bhi copy kise ka paas hai lakin 2 april 1979 se jo dusare series publish hu e wah kafi safal thi aur ise series ko18 march 2005 tak broadcast kiyaa aur yahi se doraemon ne japan ka alaba kae saare country main lok priyataa hasil ki aur jo doraemon ke jo series chal rahe hai present main woh uske 3rd series chal rahe hai woh 15 april 2005 se start hue aur is main ab tak kul 520sebhi jaad episode publish ke gaye hai aur ise series ko alag alag country main publish kiya jaa raha hai lakin india main es series ke saath saath iska pehle wala series bhi dikhaaya jaata hai aur doraemon aaj tak ke famous cartoon series hai jis ke important wajah hai uska character  aur bacho ko entertain karne ke saath saath sikh dana waale story bhi haidoraemon cartoon series ka liya hi phamas nahi hai balki iska upar nikal ne waale 38 film se bhi yah famous hai aur uska upar baana wale video game bhi bahut popular rahe doraemon comic series ke 2015 tak 100million copies sell ke jaa chuki hai aur iska animation wala series ko 30 se bhi jaad desh main dikhaaya jaa raha haiaur 2002 main the asia magazine main doraemon ko asian hero ke naam se awarded kiya gaya hai aur eska alawaa  ise series ko sakaro inaam se nawaza zachuka hai aur ab japan ke log doraemon ko apne culture icon bhi maan te hai es animation series ko suru hua kae dasak ho chuka hai lakin logo main iska pyaar badha taa hi jaara ha hai umid hai apko yeh fact zarur pasad aya hoga  thank you.


  • links

doraemon history video link
doraemon introduction 1hrs film doraemon stand by me moive link-https://youtu.be/91SUSFqN9CE
                                                                                 
written by akash kumar
age 10



3 comments:

Waman meshram biography

Waman meshram biography {bamcaf adyakcha} This information is collected by wikipedia website not be 100% correct  ------------------...